Phir Unka Khayal Aaya

फिर उनका ख्याल आया (Phir Unka Khayal Aaya)

(Mood: Romantic, Happy, Naughty, Missing love who’s away)

फिर वो ही शहर
वो ही मक़ाम आया
कदमों मैं शरारतें लिए
अरमानों का इक सैलाब आया

फिर उनका ख्याल आया
हौले से दिल गुनगुनाया

आसमाँ की उँचाईओं मैं
बादलों की परछाइयों मैं
मनचली पतंगों का इक शबाब आया

फिर उनका ख्याल आया
हौले से दिल गुनगुनाया

नदियों की कश्ती मैं
किनारों की बस्ती मैं
रूमानी तरंगों का इक उछाल आया

फिर उनका ख्याल आया
हौले से दिल गुनगुनाया

परिंदों की चहक मैं
फूलों की महक मैं
बेसबर धड़कनों का इक उबाल आया

फिर उनका ख्याल आया
हौले से दिल गुनगुनाया

सूरज की मीठी गर्मी मैं
भीगी हवा की नरमी मैं
मस्त साँसों का इक उनमाद आया


फिर वो ही शहर
वो ही मक़ाम आया
कदमों मैं शरारतें लिए
अरमानों का इक सैलाब आया

फिर उनका ख्याल आया
हौले से दिल गुनगुनाया


[English Transliteration]

parindon ki chehak main
phoolon ki mehak main

besabar dhadkano ka ik ubaal aaya

phir wohi shehar
wohi maqam aaya
qadmon mein shararaten liye
armaanon ka ik sailab aaya

phir unka khayal aaya
phir haule se dil gungunaya

aasmaan ki unchaayion mein
baadlon ki parchhaaiyon mein
manchali patangon ka ik shabab aaya

phir unka khayal aaya
phir haule se dil gungunaya

nadiyon ki kashti mein
kinaron ki basti mein
roomany tarangon ka ik uchaal aaya

phir unka khayal aaya
phir haule se dil gungunaya

parindon ki chehak main
phoolon ki mehak main
besabar dhadkano ka ik ubaal aaya

phir unka khayal aaya
phir haule se dil gungunaya

sooraj ki meethi garmi main
bheegi hawa ki narmi main
mast saanson ka ik unmaad aaya

phir unka khayal aaya
phir haule se dil gungunaya

phir wohi shehar
wohi maqam aaya
qadmon mein shararat(en) liye
armaanon ka ik sailab aaya

phir unka khayal aaya
phir unka khayal aaya

Back to All Hindi Poems